Tuesday, March 22, 2011

sulagti hai jindagi maut ke liye..

jeene ki tamanna to bahut hai,
par jeene ki wajah kuch nai,.
sulagti hai jindagi pal pal maut ke liye..
aaj unse izazat lete hain fikar e jaan ke liye..
lamha lamha jindagi bichadti ja rahi ..
aaj samay nai hai tere ehsaan ke liye....
jab tuti hain sason ki dor khud hi khud ko sambhala hai humne,
tere is shehar mein har shashksh ko ajmaya hai humne....

Friday, May 7, 2010

barish se mausam khushnuma ho gaya
ansoonom me behkar dard fana ho gaya..

Wednesday, May 5, 2010

tanha tanha
ek safar
tanha shuru hua..
tanha gujar gaya..
na humsafar raha na raste.
kuch manjar badla
kuch log..
kuch riste badle..
kuch sanjog..
tanha raha....ek safar.... ,,
barish ki bund bhi tanha..
hawa ka rukh bhi tanha..
na mausam raha na mahol
kuch palchin badle..
kuch pal..


Thursday, April 1, 2010

swet vanrna ..
sugandhit tan..
surbhit vani ka wandan..
..

Sunday, March 28, 2010

app ki awaj sun li..
din achcha gujrega....
raat ki pareshanio ko neend fir se aagayi..
sath me fir har ek lamha khubsurat gujerega..aap ki awaj sun li..
humne har ek saaz me sur tera piro liya..
saj ki awaj ke sang sath surbhit gujrega...aap ki awaj sun li..
har tarah ek khushnuma mahol jesa ban gaya..
apke is anadaj se abb waqt achcha gujrega..
jindagi me sath apka humko mil gaya
hamsafar ke sath abb yeh sath achcha gujrega..